Har bar tumhara chehra Har bar tumhari aankhein Har bar usi ka chehra Har bar usi ki aankhein Har bar kisi ka chehra Har bar kisi ki aankhein Hum khud me kitna utre Hum khud me kitna jhanke Har bar yahi lagta hi ab kuch bhi yad nhi hi Har bar guma..n hota hi Koi fariyad nhi hi Har bar umeedo wali Subah aakar kahti hi Tumse bahar aane me Ab koi vivad nhi hi Pr tabhi foot padti hi Aankho ke sookhe jal me Har bar tumhari kopal Har bar tumhari sakhe Har bar hmi ne gaya duniya ka dard kuwara Har bar piya hi haskar Aasoon ka sagar sara Thak kar soye hi jab jab Nindo ki hadbandi me Har bar chalak jata hi Aankhon se khwab tumhara Man pakhi ne jab chaha Icha ka ambar chuna Har bar udane umdi Har bar kati hi pankhein.

from My luck but not with me http://ift.tt/1Kv0nGW
via IFTTT

Comments